zyaada taana maara toh heaven se nikaal kar hell mein transfer karva doongiš”Haa sasuma koi shaakš¤£
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S 8 - M43: India vs South Afrika🏏
MUKTI vs MAIRA 22.2
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: Super 8 - M42: England vs Sri Lanka🏏
CHUNNI BURNT 🔥 23.2
Shahid Kapoor Questions Credibility of Critics
Rashmika and Vijay confirm their wedding!
Gen 5 Manifestation and Prayer and Wish Thread
Ram Gopal Varma - Dhurandhar Vs Toxic
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S 8 - M44: WI vs ZIMBABWE🏏
zyaada taana maara toh heaven se nikaal kar hell mein transfer karva doongiš”Haa sasuma koi shaakš¤£
Naani Maa kisko bolaš”,hum ab bhi hum 16 saal ki jaise lagte hain,ek dum sunudariāŗļøAap kehti hai toh ruk jaata hu nani maaš
Originally posted by: Neh_anidita
Jake padh lo thora tum som , Anirudh ki tarah khali dimag se barrisaty karne ka irada hai kyaa
Ji baba
Mai padh raha hu baba
Originally posted by: Neh_anidita
Tum apno padahi puri karo phele apne aap ko sambaal ne layak banjayo fir tumahri shaadi ke bafe main soche ge
Aur dua karo mere jesa haal tumhara naa ho
Ji baba aaj hi barristery aur medicine ka course khatam kiya hai maine, kal arts and literature aur finance ki studies kar lunga
Aapki jaisi footi kismat nahi hai meri
Meri baudi mere liye dulhan dhundegi bilkul fake shubra maa jaisi
Originally posted by: Siddiquie
Naani Maa kisko bolaš”,hum ab bhi hum 16 saal ki jaise lagte hain,ek dum sunudariāŗļø
Rishte mein toh aapki beti humari maa lagti hai
Uski umar bhi toh 10 saal hogi agar aapki 16 hai toh
Toh aap meri nani maa huyi naš
Ji baba aaj hi barristery aur medicine ka course khatam kiya hai maine, kal arts and literature aur finance ki studies kar lunga
Aapki jaisi footi kismat nahi hai meri
Meri baudi mere liye dulhan dhundegi bilkul fake shubra maa jaisi
Som yeh kese study kar rahe ho tum, kis direction jana chahite ho kuch pata bhi hai
Ya Anirudh ki tarah fitoor main gumoo ge
us dhogi ki baat mat karo , us dhogi ladki se door raho tum , Is ghar main sab apni chala rahe hai
Ghar na huya chidhiyaghar ban gaya hai yeh

mujhe pata tha... KSJ apni Bon se kabhi naraz nahi ho sakte š¤Bilkul nahi bahu...š³
Originally posted by: ..RiMi..
Private moment ka video bana ke koi insta pe upload karta hai doosro ko jalaan ke liye ?š”
Jaise tumhe bada lihaaz hai privacy ka?! Jab dekho durbin leke humare angan mei jhakti rehti ho!
Aur humare private moment ka video banaya nahi hai... Ban gaya hai... Humari anumati nahi li gayi... Jarur yeh uss shatir Sampoorna Maaaaah ki sazish hai š”

Originally posted by: Neh_anidita
Som yeh kese study kar rahe ho tum, kis direction jana chahite ho kuch pata bhi hai
Ya Anirudh ki tarah fitoor main gumoo ge
us dhogi ki baat mat karo , us dhogi ladki se door raho tum , Is ghar main sab apni chala rahe hai
Ghar na huya chidhiyaghar ban gaya hai yeh
Baba aap jaisa bolenge waisa karunga
Bas thoda screen space dila doš
Mujhe lagta hai ki mai adopted hu
Tabhi toh kisi ko meri padi hi nahi haiš
Itna sona mukhda hai meraš
Aur meri fake shubra maa ko toh chod do
Aapko 3 mili na... Meri original shubra ma, sampoorn maa aur saudamini didi??
Fake ko mere liye chhod do... Mai uske saath reels banata hu.. Like kar dena mere reels ko
Originally posted by: Siddiquie
Agar aap saath dengi toh kyun nahiš
š¤
Toh bataiye kya kiya jaaye iss Bondita ka š
Dekha aapne? Hug bhi kar liya hai abb toh...
Aapka kya hoga jab Anirudh ko pata chalega aapki beti ne kya bola tha š