Originally posted by: AppleOfEye
Oh ye! Wo mahabharat mei arjun ka beta tha🤪
Mujhe laga Anupama ki bete Samar ki baat kar rahi 🤣 Uska naam bhi Paras hai😆
Naha mein Sitaara ke shows hi nahi dekhti😆
Mahabharat bhi nahi dekha,Na to Anupama🤪
Mujhe laga log pu6enge konsa Paras,par Ginni ko aise hi pata chal gaya😆