Rahul ko tharki bolna theek tha but jab in mahaan purush ko bola, to tharki k different meanings ijaad hogyay and ganday pani ki balti justify hogya😂😅
Doghlapan srf hms ka nahi , aur jaga par bhi nazar arha😂😅
Itnay hi gussa ya patiwarta patni umand Kar arhi thi to 2 thappar laga deti...nahi mn bathroom ja Kar pani ki balti loan gi 😂😅
Kuch zyada calculative move nhi hogya yeh for a person who is in anger😂😅...ullu samjh rkha hai😂