Originally posted by: -Ayushi-
Acha
Lekin wahan blast hua toh koi bacha nahi
Hum issi mein khush reh sakte hain ki boss ne hi tapkaya hai
What am I saying🤣 Vansh ne kya bana diya humein
Sadist bana diya yaar.
Hum ye chahte hain ki vansh kisiko tapkaye, kisiki jaan le. Like what? 🤣