Originally posted by: Scarlett_15
Matlab kuch bhi..Agar jaankar insaan hote hai to unka naam jaanwar kyu hai aur humara naam jaankar kyu nahi hai..Phir sab aisa bolenge: Anirudh jaanwar 🤪
Rimi Afifa and Munnu Jaanwar🤣(Raat ke raayte ki baat kar rahi hoon🤣)
Jaankar khushi huyi ki tumhe raat ka raayta abhi bhi achhe se yaar hai 🤪
Agar Ani jaankar hai toh hum sab jaankar hain 👍🏼




