Originally posted by: surabhi01
Wah wah 25 saal tuk anu ne vanraj ko nahin naukri se nikal waya aur achanak se anu ko 25 saal baad khayaal aaya vanraj ko naukri se nikal wana hai?? Khuch bhi with out head and foot bolna hai kavya ko.
Is bevakoof kavya se koi pucho ki agar anupamaa sifarish se naukri dilwa sakti hoti to sabse pehle samar aur toshu ko nahi dilwati ?
Phir samar ko dance practice aur toshu ko padhne ki zarurat hi kya thi agar anupamaa sifarish se naukri dil wa sakti
Ceo ka official letter aaya kavya ke pass aaya ki agar mr shah ne itne time tuk agar paise nahin chukaye to he will loose job
Kavya know Very well vanraj ki job kyon gayi . Official letter milne ke baad bhi nonsense pe nonsense boli jaa rahi hai kavya
Akal ke dushman both kavya and vanraj