Originally posted by: EmeraldPrincess
Matlab kabbu shaadi attend nhi kar payega๐คฃ
Iss baar bhi๐คช
Bechara kitna excited tha, ab kya kiya boss ne iske saath๐คฆ
jaisa ki kal Kabir ne bola tha Riddhima help mangne k liye uske paas aayegi....
lagta h Kabir sach pta lagane jayega.....
yaha Vansh or Riddhima phere lelenge....๐คฃ