Originally posted by: EmeraldPrincess
Matlab kabbu shaadi attend nhi kar payega🤣
Iss baar bhi🤪
Bechara kitna excited tha, ab kya kiya boss ne iske saath🤦
jaisa ki kal Kabir ne bola tha Riddhima help mangne k liye uske paas aayegi....
lagta h Kabir sach pta lagane jayega.....
yaha Vansh or Riddhima phere lelenge....🤣