Aly ne reporters ki sahi bajai khoob maza aaya.
Arshi was good in handling the ques but ye end main vikas kyun bakwas kar raha tha n arshi tak eijaz ki burai kar rahi thi nikki and rubinav k saath.
Nikki yahan bhi badtameezi kar rahi thi but us se aur kya accept kiya jasakta hai.
Ruby kaisay faces bana rahi thi baat achi nai karti shakal bhi bigar jayegi. It was very off putting.
Devo kuch nai kar pai bas wahan se shor macha rahi thi but in a way it was imp to clear wht she meant in her fight with nikki.
Rakhi bauhat OTT jati haai hamesha mujhe to captaincy k din se ab tak ek baar bhi entertaining nai lagi infact bore kar rahi hai.
Main be bas eijaz ko pav k saath dekha baki miss hua yahan bawal macha hua hai to iwll watch it later online coz main ne pocha bhi tha lekin kisi ne bhi nai bataya 😒