Usne khud kaha Aaj hogaya mujhse to main kya samjhu?🤣
Maine thodi kuch kaha
AR GETS PENDRIVE 25.1
🏏WPL 2026: Match 15: RCB W vs DC W at Vadodara on 24/01/26🏏
Gomzi come back
🏏New Zealand vs India 3rd T20I in Guwahati @ 7 PM IST🏏
Sara Ali Khan Unfollows Orry On Instagram
MAIRA FLIPS 26.1
Which OG Cast Member Would You Like To See Returning Next?
Border 2 is a huge blockbuster
Palash was caught in bed
What movie would you like Ranveer Singh to do after Dhurandhar 2?
Gadar Was Offered To Govinda
Parenthood
Padma Awards - Dharmendra Satish Shah Alka Yagnik Mammootty
Ameesha Patel Dreaming Of Gadar 3
Arshad Warsi Vs Prabhas
3 years of Pathaan
🏏🎊Padma Shri Honour for Harmanpreet Kaur and Rohit Sharma🏏💐
Usne khud kaha Aaj hogaya mujhse to main kya samjhu?🤣
Maine thodi kuch kaha
Originally posted by: Scarlett_15
DS tumse ye ummeed nahi thi..
Arey Wo maine cartoon ko kaha🤣
Aaj teri tarah main bhi bina padhe bich mei kudi thi😆
Originally posted by: ..RiMi..
Kar bhi lo toh abb faayda nahi hai 🤣 hum samajh gaye hain ki tum sochti ho that Ani ki life me teri aur Bon ki jagah same hai 👍🏼🥳👏
Haila Rimi! Yeh kya padh rahi hun main? 😲
Fifa ke case me bhi "rishton ke bhi roop badalte hain" with Ani?🤪
Originally posted by: AppleOfEye
Itni piddi cartoon se itna saara aag kaise nikla Kuch to gadbad hai🤪
Asfi yar🤣🤣🤣
Aur wo jo kone mein sukhda cartoon hai, wo koun hai?😆 Tum?🤣
Btw, fifa ko gussa kyun aya? 🤪
Ho kya raha hai🤪
Hum kuch samajh nehi paa rahe 😛
Asfi yar🤣🤣🤣
Aur wo jo kone mein sukhda cartoon hai, wo koun hai?😆 Tum?🤣
Btw, fifa ko gussa kyun aya? 🤪
Kaunsa sukhda cartoon? Maine toh notice bhi nahi kiya🤣
Tumne dekh liya to tum hi hogi😈🤪
Mujhe nahi pata wo kyu gussa hai🤣
Main aaj uske jaise bina padhe convo mei kud padi thi😎🤣
Woh toh muhavara padh ke hi pata chal gaya tha🤣

Originally posted by: AppleOfEye
Kaunsa sukhda cartoon? Maine toh notice bhi nahi kiya🤣
Tumne dekh liya to tum hi hogi😈🤪
Mujhe nahi pata wo kyu gussa hai🤣
Main aaj uske jaise bina padhe convo mei kud padi thi😎🤣
Mat kudo asfi🤣🤣
Bohot khatarnak mamla hai ye..🤪
Fifa tumko samjhayegi munnu🤪
