Yahi toh attract karta hai
Haan waise to sahi baat hai...kamine aadmi hamesha sharifo se jyada attract karte hain 🤣
Aur socho ab mujhe uske chantpane bhi pyare lagne lage hain isliye to main bholu kehti hoon...matlab kitna mental conditioning kar diya hai bande ne🤣🤣
30