Originally posted by: Scarlett_15
👍🏼👍🏼Jeena isika naam hai..
Zindagi ek safar hai suhana...
Yaha kal kya ho kisne jaana.👍🏼
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 12th Sept 2026 WKV
Preity vs Kareena next week ..Which film is your first choice?
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 13th Sept 2026 WKV
🏏1st T20I, Afghanistan vs India in 2026: Arun Jaitley Stadium, Delh🏏
🏏Women's Asia Cup 2026: Final: Sri Lanka W vs India W on 13/09/26🏏
Originally posted by: Scarlett_15
👍🏼👍🏼Jeena isika naam hai..
Zindagi ek safar hai suhana...
Yaha kal kya ho kisne jaana.👍🏼
Originally posted by: ..RiMi..
Aisa kya kiya unse jo vo beshkeemti hai🤣
Ghar ki baatein ghar mein rahe to hi accha hai👍🏼
Originally posted by: Scarlett_15
Tum dono changu mangu chup baithege aaj..Jo bhi kehna hai dabbe mein kaho👍🏼
Mujhe mangu banna hai vo changu hai 👍🏼
Originally posted by: AppleOfEye
Totooooo🤗
Thank u for update😳
Yaar ye sab gunga pann kuch nahi, bas natak kar raha banda biwi ka naam leke bhaw khane k liye😎
Chalo fir bhi "Haan Bondita" chodke sirf Bondita bolne laga yahi badi baat hai🤪🤣
Asfi🤗
Aaj ki acting ki toh kya kehne👏
What's going on Asfi 😳
Correction: Selective Goonga Roy Choudhary 🤪
Jeena yaha marna yaha
Iske sivaa jana kaha👍🏼
Originally posted by: ..RiMi..
Seriously i was like.. bhagwaan tum Bondita 3 baar bol diya ho unme se 1 baar saurav bol dete lekin nahi.. usko Bon ko barrister banaane ki jaldi hai 😊
😊
Ek baat bolu🤣
That scene was hilarious 🤣🤣
Aur ani otherwise is fine but jab bon asks something he starts coughing 🤣
Aur bon bhi hai, jor jor se ani ko pakad ke dhakka marke puch rahi batayiye naaa, as if he doesn't want to🤣
Aur ani ki symptoms kuch samajh nehi aya🤪kabhi kuch kabhi kuch aur😆
I was like abb bondita bondita kyun kar raha hai, kya kehna hai!? Theek hu mai? 😡