Originally posted by: Scarlett_15
Kya kar sakte hai..Sampoo ki zehrili hasi mujhse bhi bardaasht nahi hoon..Aisa mann kiya us chudail ka baal ghaseetkar use RC mansion ke bahar phenk do..😡
+1
🏏IPL 2026: Rajasthan Royals vs Delhi Capitals, 43rd Match Jaipur🏏
OIL MASSAGE 30.4
ANGER & GUILT 01.5
Rumour - Ranveer Singh Demands For Don 3
King video/ pictures leaked- Shah Rukh Khan and Deepika Padukone
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Banner Contest #16
22 Years Of Main Hoon Na
🏏IPL 2026: CSK vs Mumbai Indians, 44th Match, Chennai🏏
Originally posted by: Scarlett_15
Kya kar sakte hai..Sampoo ki zehrili hasi mujhse bhi bardaasht nahi hoon..Aisa mann kiya us chudail ka baal ghaseetkar use RC mansion ke bahar phenk do..😡
+1
Originally posted by: Scarlett_15
Aisa bolna to nahi chahiye par ye sati hogayi hoti to accha hota..Ye chalta phirta azab ban gayi hai..🤢🤢
Haan yaar sab Ani ki galti hai🤢
Azab matlab?
Tulsipur RC mansion..tum bhi aaogi kya😳
Ohhhhh.... Han yad aya...
Kya karein... *Sadme* ne short term memory loss karwa di thi na🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Saans ka masla ek din iski aur kisi aur ki jaan lelega👍🏼
Saans ka masla toh kisi ki bhi jaan le sakta hai..uparse ye janab kopal hai😃
Originally posted by: Scarlett_15
Do car book kar lete hai..Sab fit hojayege us mein...Tumlog kaho to main Pravi se mang leti hoon uski car..👍🏼
Humko bhi car me chalna hai 😃
Hum back seat pe baithenge👍🏼 chalega na?👍🏼
Originally posted by: Siddiquie
tulsipur🤣
Han yad aya mujhe🤣
Ohhhhh.... Han yad aya...
Kya karein... *Sadme* ne short term memory loss karwa di thi na🤣
Koi baat nahi ...hota hai hota hai😛
Originally posted by: Scarlett_15
Accha..Teri baat maan lenge lagta hai🤣
Nahi. Lekin apna apna yogdaan de dena chahiye👍🏼 Humne toh izzat se comment kiya hai baaki log toh morcha nikaale huye hain🤣
Kyu...tum kya karogi waha jake😳
Ye bhi dandiya khelegi Ani ke saath🤣
Song rahega: Dholida dhol re vagad👍🏼
Mujhe tum ladkiyon pe bharosa nahi fifa aur munnu ko chodke ....maarna chhodo.. ani ke saath dandiyan na khelne lag jao lathiyon se
🤣🤣 Maine toh kabhi nai bola mai chalke Ani ko marungi😳 Mai toh ... khair Chhodo 👍🏼