Originally posted by: 6DHQOG2XER6V2FHZ
Hey bhagwaan! 🤣 ghor kalyug! 👎🏼🤣 aisa kaun likhta hai yaar! Bon padh legi toh kya sochegi! 🤪 aur aise likha hai jaise maano kitna bada suspense hai ki "a woman" kaun hai 🤪🤣
Yaar lekin ye log khud nahi dikhate toh mai shayad first time mein guess bhi nahi kar paati ki woh munshi hai😆Baad mein ofcourse pata chal hi jata epi 5-6 baar dekhne ke baad🤣🤣
