1 week ho gaya. Itna tamasha kar liya. Over acting kar lie. Bullying kar li. Bashing bhi karwa li WKV par. Itna sab kuch hone ke baad, abhi bhi Jasmin ki sui Rakhi par hi atki hai.
"Mujhse aajtak kisine tu karke bhi baat nahi ki" ๐ญ Haan! Yeh apne se 10-15 saal bade log ki full on beizzitti kare par woh log isko izzat ke laddoo de. Wah bhai wah! Itna ego toh asli ki Katrina mein bhi nahi hoga.
