pata chala bon khud usko bhiksha dene aagayi🤪
What the narak 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 20th Sept 2026 WKV
Deepika and Ranveer welcome second daughter 👶
"Yeh Prem Mol Liya" - Title track OUT now - Ayushman & Sharvari
🥇🥈🥉Asian Games 2026: Aichi-Nagoya, Japan 19/09 - 04/10/26🏏🏑🏓
pata chala bon khud usko bhiksha dene aagayi🤪
What the narak 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Originally posted by: Shubhdeepk
https://www.instagram.com/p/CJgpKZNHayp/?igshid=1b90rrrgq13k6
Kya yeh share ho chuki hai??
Agar na ho toh neeche likhe vichaaron ko jaroor padhe par padhte padhte doobiyaga matt😊👍🏼.
Btw Good Morning 🤗
Ha kal Param Pravi bhakt munnu ne share kar di thi🤣
Log photo ke liye caption dhoondhte hain.
Pravi Dev ko ocean ka caption daalna tha toh unhone ye photo dhoondhi hogi🤪
Gm 🤗
New khabar yahi hai ki aaj Saturday hai🤪 so no new episode 😭🤪
Iss mei naya kya hai... Har Saturday bore day hi hota hai😭
Iss mei naya kya hai... Har Saturday bore day hi hota hai😭
Mostly log bhul jaate hain ki aaj Saturday hai🤪
Vaise Monday ka precap ye munshi vaala hi tha na?
Originally posted by: ..RiMi..
Mostly log bhul jaate hain ki aaj Saturday hai🤪
Vaise Monday ka precap ye munshi vaala hi tha na?
Haa... Wahi ki Rudi kisi aurat ko delh liya and Ani uske peeche bhaga..
Good morning people🤗
Haa... Wahi ki Rudi kisi aurat ko delh liya and Ani uske peeche bhaga..
Aur nahi pakad paaya 🤣
Vaise vo munshi fake mom ko kya bolne aaya tha ladki banke?
