Originally posted by: D_e_s_t_i_n_y
sach mein kya? 😲
Aacha hai nahi dekha.. Pura family drama tha.. Sai ne sab ko news reporter ban kar sach bolane ko start kar diya.. Ye ghar nahi jail hai... .
Virat ko haasane ko aa raha tha😆
Maine insta pe ek clip dekhi Usme
Paakhi ka pati vapis aagya aisa likha tha🤣
Virat gussa ni hota sai ki baaton pe
Ulta itna hasta hai🤣
Sai bachi hai
