Iska dance dekhkar ek gaana yaad aa gaya:
Mera wala ding-dang ding-dang
Ding-dang ding-dang ding daang karta hai👍🏼
Kyunki lost 35-40% of its audience
IRE vs IND 28th June at Belfast,2nd T20I,India tour of Ireland, 2026
Armaan sa ki maiyyat ki taiyaari
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: Group A: India W vs Aus W🏏
Is Cocktail 2 struggling at the BO? It went down after good start: BOI
Iska dance dekhkar ek gaana yaad aa gaya:
Mera wala ding-dang ding-dang
Ding-dang ding-dang ding daang karta hai👍🏼

Bas yahi dua hai humari ki bon bas western kapdo mein santusht ho jaye..traditional wear ke saath ched chaad na kare😆
Traditional ke saath vo khud hi kar leta hai chhed chhad 🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Sab kuch phata hua..👍🏼
Whatta comment👏😊
Hum kaunse ishtyle mei hase samajh nahi paa rahe hai👍🏼
Originally posted by: ..RiMi..
vo hai bachha... 22 saal ka 👍🏼
Palke waala..👍🏼
Originally posted by: AppleOfEye
Hi meri beheno🤗
Kya haal chaal?😳
Aaj main bohot busy hu😭
Cousin ki shadi ki taiyariyo mei haath batate batate🤪
Asfi 😭 meri pepsi kidhar hai tu 😭
Kab hai shaadi?
Originally posted by: AppleOfEye
Hi meri beheno🤗
Kya haal chaal?😳
Aaj main bohot busy hu😭
Cousin ki shadi ki taiyariyo mei haath batate batate🤪
DS🤗
Are Waah..Jao haath batao..😳
Originally posted by: Scarlett_15
Palke waala..👍🏼
Kasrat vaala 👍🏼
Originally posted by: Scarlett_15
Bhagya ka likha kaun badal sakta hai🤣
🤣 Hum dugaa maa se kahe ge wohi kar sakti hai yeh chamatkaaar 😆