KaHana ki shadi se sabse ziyada khush riansh fans honge aur khud ridhima sabse ziyada khush😆
Alpha looking at a good first day total :BOI
Tulai post leap look
New article Mihir (Amar)will be back
"Alpha Q" song - Baby Do Die Do
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: SF-2: Eng W vs SA W🏏
SLA vs INDA, 2nd Unofficial Test, India A tour of Sri Lanka 2026
Ireland PM gifted Vaibhav a Rolex watch after being impressed...
KaHana ki shadi se sabse ziyada khush riansh fans honge aur khud ridhima sabse ziyada khush😆
Sangeet huyi toh dance bhi hogi 🤪🤣
But yeah, no more dance please!!! 😐😐✋🏼✋🏼
Bas no more dance from riansh
Jaan lenge kya inki kitna nachayenge😒
Immj2 nhi ,jhalak dikhla jaa dekh rahe hai hum
Originally posted by: MafiaQueen17
I'm glad ye poke karti rahegi boss ko 🤣Or kissiya leti rahegi 🤣
Boss ki Maya k taar shadi me nazar aa jayege🤪
Acha hai waise toh kiss milti nahi 🤣
Jaldi nazar aayein taaki dimaag ko shanti mile🤪
Originally posted by: merryyura
Sangeet huyi toh dance bhi hogi 🤪🤣
But yeah, no more dance please!!! 😐😐✋🏼✋🏼
Instead of dance I want hot kiss and cuddles😆
Hum baat kar Rahe the na Kabir ki baarat me nachne ki na
aab nachooo
Originally posted by: -Ayushi-
Jis speed se usse layein hain ussi speed se bhej bhi dein toh acha hai😆
Ha shift to tabela 🤣
Originally posted by: Barbiebarbie11
Bas no more dance from riansh
Jaan lenge kya inki kitna nachayenge😒
Immj2 nhi ,jhalak dikhla jaa dekh rahe hai hum
Bahut hua inka naachna , ab riansh dusro ko nachaye toh baat hai 😆
Originally posted by: -Ayushi-
Bacchi ko bhi jaldi hai usse ghar se nikaalne ki humari tarah 🤣
Boss ki maya boss hi jaane🤪
par nhi jayega ... bhale hi ahana se pyar hua ho( nhi hi hoga🤪) par bande ka obsession h humare boss..... vo na jayega VR mansion chor kar ..... Usko boss k plan ki bhanak bhi lag gayi na (lag hi jayegi 🤪) phir to Ahana gayi jaan se..... or fasayega boss ko.....
Originally posted by: MafiaQueen17
Ha shift to tabela 🤣
🤣
Kabir already obsessed with that tabela toh sahi hai🤪