Originally posted by: ..RiMi..
Aap jo kar rahi hain humko samajh aa raha hai 👍🏼 aapko munshi aaye sapne me kukurmutte ka soup banaata hua👍🏼
Tum khud ko ani aur humko bon samjha hai kya.. bekar mein munnu ka gussa humpe nikal rahi ho😡. Hum ne kahi par bhi nahi bola ki hum munnu ka saath denge😒
Hum bas apne aap bane huye mahol ka maja le rahe the😃



