Khushi huyi jaankar ki hamare khayalaat itne milte hai..Waise taala chaabi wale vakya par kya kehna hai aapka?😊
Taale aur Chaabhi ki jodi... vaah vaah! kya khushnuma udhahran diya hai 👏
Mai toh kehti hu... duniya ka harr joda aisa hi hota hai... ek taala aur doosra chaabi 😊