Originally posted by: ..RiMi..
Toto ka dhyaan udhar hi tha isiliye usko samajh aa gaya š¤£
Apne jaisa samjh rakha hai kya mujhe
Mera dhyaan har jagah hota hai.. complete picture dekhte hai!! Tumhare tarah ek hi chiz par atakte nahiš¤Ŗ
Mein toh bon ki saari dekh rahi thi!! Ab ye dikh gaya toh mein kya karuš¤£š¤£