🤣🤣🤣
Bihari-
Malik ek baat bole bura matt maniyega, hum ko lagta hai abb hum logo ko chote malik aur chote malkin ko akela chhor dena chahiye.... Woh abb bade ho gaye hai na☺️
Kaka- ab tu hume sikhayega haan😡
Phir jayenge dono aur kaka ki maha popat hoga🤣
Bihari kaha tha na maine😳
Bihari - humari baat to sunte hi nai bade malik , kahe the akela chodh dete hai 😆 sun lete to popat nai hota na 🤣