Originally posted by: TrickyMind
Haan toh.. VK k liye 3 din se promo dikha rahe the.. woh aayega woh aayega kar k.. baki sab k sath itna injustice kyu 😒
Ha tooh vooh tooh BB ka jamai raja hai
Haar saal aana hai isko tooh promo tooh banta haina 😒