CAR hi lekar gaya hoga,itna rangeela hai banda🤪🤪😆Originally posted by: Scarlett_15
Sach bolu maarna mat..Ye kaisa dikh raha hai🤣🤣
Seedha Bistar se uthakar aaya hai aisa lag raha hai..🤣
2 baar bahar gaya tha..Ok..aur jab doodh lekar aa raha tha tab apaharan ho gaya hoga🤣
Waise CAR lekar gaya tha ya bike🤣🤪