bachu matt kaho...
chotu bachu mendhak yaad aajata hain 🤪
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: Group A: Ind W vs Pak W, M6
YRKKH Under Scanner
Salman bhai 😬
Anupamaa 14 Jun 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Cocktail 2 Gets A Certificate
bachu matt kaho...
chotu bachu mendhak yaad aajata hain 🤪
haan i am happy too👍🏼🤗
aur aj kaal jo bhi manggo mil jata hain ☺️
aur agay bohot achhe scenes k umeed hain
Haan
Uska hi kiya hua kaand hoga na..😵
Waise ye sab tumhe kyun janna hai..🤣
Yeh scene muje funny lagta hai bahut
Bache jaise dikhne wala ani is lambu ko maar raha hai🤪🤣🤣
What?
Tumhe nahi pata 😆😒

Ani uss Reels vaale ladke ka kya haal karega

@bold Scarlett di aap mein kya munia ka bhoot ghus gya jo typo kar rahi ho🤪Originally posted by: Scarlett_15
Isse ek hindi phrase yaad aaya:
Ab pachtavaye hot kya jab chidhiya chug gayi khet..🤪
Mujhe bhi 🤣
Yaar she sounded so cute when she said that 🤪
Originally posted by: Scarlett_15
Uska hi kiya hua kaand hoga na..😵
Waise ye sab tumhe kyun janna hai..🤣
I am imagining behoshi ki haalat me kya kya ki hogi😡 chinta ho rhi h mujhe Ani ki 😭 bechara kya nahi Saha hai usne 😭
Originally posted by: listmist
Yeh scene muje funny lagta hai bahut
Bache jaise dikhne wala ani is lambu ko maar raha hai🤪🤣🤣
Haan na 🤣🤣 utna lamba aadmi kuchh kar nahi rha bas gir padd rha h 🤣