Originally posted by: Prit_007
Yaar us hisab se to Binoy unclr hua nah 🤪
Binoy shadi kar ke bhai behen ka rishta khatam kar denga😆
Aniruddh ne behen banaya hai par muje suraiya par doubt aata hai😕 iska dil na aa jaaye Aniruddh par😆
🏏IPL 2026: GT vs SRH, 56th Match, at Ahmedabad
🏏IPL 2026: RCB vs KKR, 57th Match, at Raipur🏏
Alia Bhatt gets ignored by media at Cannes Red Carpet!
THARLA TAR MAG! Thread 10
Yeh rishta boring and bland kehlata hai
Pati Patni Aur Wo Do - Movie Reviews & BO Discussion
Anupamaa 13 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Maan Geet 3S : The Returning love[Part 2 on Pg 2]
Originally posted by: Prit_007
Yaar us hisab se to Binoy unclr hua nah 🤪
Binoy shadi kar ke bhai behen ka rishta khatam kar denga😆
Aniruddh ne behen banaya hai par muje suraiya par doubt aata hai😕 iska dil na aa jaaye Aniruddh par😆
Originally posted by: listmist
Maar pit wala🤣
I wish aisa kuch dikha ke hi Betty ko vida kare 🤣
Bakwas no logic at all🤔
Aniruddh ne uska test liya ?
🤣🤣
Originally posted by: Prit_007
I wish aisa kuch dikha ke hi Betty ko vida kare 🤣
Haan na 
Aisa scene chahiye muje woh bhi aniruddh ke samne😆
Originally posted by: listmist
Binoy shadi kar ke bhai behen ka rishta khatam kar denga😆
Aniruddh ne behen banaya hai par muje suraiya par doubt aata hai😕 iska dil na aa jaaye Aniruddh par😆
Ash🤣🤣
Suraiya ka dil aya to Ani rakhi leke ayega aur Bon ke samne bandhwayega 🤣
Liya nah 🤔 results abhi nhi bataya and wo janta hai exams oral hai to Bholi ko kis hisaab se participate karwa raha bhai 🤓
Lol🤣
Anirudh will be like meri choti si cute si wife itni khatarnak v ho sakti hai 😲🤣
Originally posted by: Prit_007
Ash🤣🤣
Suraiya ka dil aya to Ani rakhi leke ayega aur Bon ke samne bandhwayega 🤣
Betty ka packup ho raha hai koi new villain to chahiye na😆
Muje koi male chahiye ab jisse hume possesive babu dikhe☺️😆
Originally posted by: Prit_007
Liya nah 🤔 results abhi nhi bataya and wo janta hai exams oral hai to Bholi ko kis hisaab se participate karwa raha bhai 🤓
Wahi to exams me kaise bolegi shart to wahi haar jayega 😆
Ab dekhna bholi ka mooh kitna drame k saath khulega🤪🤣