Originally posted by: dusk2dawn
🤣
Daadi - Ek tu hi mera pyaara beta hai...jo meri sab baat maanata hai... ab jaa jaldi se kaam par lag jaa..
🤣
darshi yaar🤣
main pinning scene ke gifs bana rahi thi and ye tera comment padha🤣
poore mood mein pahunch gayi hu main🤪