Originally posted by: merryyura
Mai episode 128-129 aaj rewatch kar rahi thi toh uske baad dimag mei ek khayal aaya🤪
Dadi - Sun Vansh.. mujhe jaldi se ek par pota ya phir ek par poti chahiye..
Vansh - Aapka kaha kabhi tala hai kya maine? 🤣
🤣
Daadi - Ek tu hi mera pyaara beta hai...jo meri sab baat maanata hai... ab jaa jaldi se kaam par lag jaa..
🤣