Originally posted by: ..RiMi..
Haina 🤪
Kal Ani ke expression par bhi kaand kar chuke hain...
Munnu ki dp vaala 🤣
Pata ta 🤣 uss look keliyea alag khayali pulao bana chuke heina aap sab 🤪
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Finale (July 19 p1)
🏏India tour of England, 2026: Eng vs India, 3rd ODI, Lord's, London🏏
National Film Awards Announced - Yami Gautam Kartik Aryan
Ramayana - Trailer Launch Pratham Sankalp
What Happened To Mr. Salman Khan
Most National Film Award Wins - Best Actor(Leading Role)
Ramayana comic book
Originally posted by: ..RiMi..
Haina 🤪
Kal Ani ke expression par bhi kaand kar chuke hain...
Munnu ki dp vaala 🤣
Pata ta 🤣 uss look keliyea alag khayali pulao bana chuke heina aap sab 🤪
yaar mere phn main 1/2GB khali hain baass🤪roj subhah bechara kehta hain empty some space🤣 i empty some and then download some more 🤣Originally posted by: ..RiMi..
Chup reh 😳
Vm banane me bohot mehnat hai 🤪 Aur mai toh GIF bana ke episode delete kar deti hu 🤣 Vm ke liye itne episode maine phone pe rakhe toh Ani ki pics k liye jagah nahi bachegi 🤪
Originally posted by: --Lalz--
Last EDT pe kya hua 🤪
Kisne kisko pakde 🤣
Ye fifa hi kuch na kuch kaand aramb kar rahi hei 🤣
Rimi double meaning mein baat karti hai Lalz..🤪
Uska pakde kuch alag hi hai...🤣
baat karungi toh muh fula rahega kya !!😵Originally posted by: ..RiMi..
Arre kya hua 🤪

Originally posted by: --Lalz--
Pata ta 🤣 uss look keliyea alag khayali pulao bana chuke heina aap sab 🤪
Aakhir kyu karta hai Ani aisa humaare saath! 🤣
Paap karne pe majboor 🤪
yaar mere phn main 1/2GB khali hain baass🤪roj subhah bechara kehta hain empty some space🤣 i empty some and then download some more 🤣
Vahi na 🤣 Mera phone mar mar k chal rha kehta humko rest do... but hum kyu rest de phone ko naa baba na 🤪🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Rimi double meaning mein baat karti hai Lalz..🤪
Uska pakde kuch alag hi hai...🤣
Aisa nhi h.. 🤢 I was talking about something else 🤢
Toh pehle bol ke fir mu fulaa lena 😳
Dekho zara badmash Bondita ko 🤣

yaar haan bondita..24 ghante 🤣yaad agaya.... Anirudh bhi aise double meaning pe baat karne laga hain 🤪