Originally posted by: Anysia
Koi road side Romeo nahi hu mein
ki jab chaha jo maan chaha keh diya
tameez mei huh ... tameez mei yaad rakhna iss baat ko
Kissi din mera software udd gaya na ... * kya look diya beta ... wahh maza aa gaya *
maine jo kiya Vansh Raisinghania ke role ko support karne keliye kiya
Riddhima Insaan aur computer mei farak hota hai
Computers mei jitna feed karo vo utna hi karta hai
lekin Insaan situation ke hisaab se faisla leta hai react karta hai
aur maine bhi wahi kiya
Gulaam nahi hu tumhara .. itna dimaag hai mere mei, jisne ye kaha ki agar Vansh Raisinghania apne patni ko kisi aur se shaadi karte dekha toh maaf nahi karta
Tumhara Vansh karta kya?