Hii behenaas🤗
Mujhe pata tha mere ane tak edt khatam ho chuki hogi😒
Wese epi kaisa tha???
🏏IPL 2026: RCB vs GT, Qualifier 1 on 26th May @Dharamsala🏏
Non Cooperation Against Ranveer Singh By FWICE
Dowry Deaths in India – Another Daughter Lost, A Society Questioned.
Ghis Ghis Ghis - Welcome To The Jungle
Anupamaa 24 - 25 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Why has Deepika Padukone lost her charm on Audience?
Imitaz Ali writes disclaimer for Deepika after trolling
So questioning the government is considered anti-national now?
Episode dtd 26.5
'Chunari Chunari' song- Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai
Divyanka Tripathi Blessed With Twins
Out Now - Chunnari Chunnari - Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai
Hii behenaas🤗
Mujhe pata tha mere ane tak edt khatam ho chuki hogi😒
Wese epi kaisa tha???
Na bholi na itni zabardasti hai to suraiya ko bana lo pr muje is par bada wala doubt hai yeh kahi aniruddh pe line na maare🤪
Originally posted by: ..RiMi..
Vo toh abb fass gaya kuchh nahi kar sakta 🤣
Muje yeh gaana yaad aaya aapke hone wale pati babu k liye🤣
ghar pe milega kal
but as usual kaka aajayenge
have you noticed, jab bhi ani bon akele baat karte hain tabb end main kaka humesha tapak padhte hain....
Hope so mil jaaye kal..
Kaka hamesha kabab mein haddi bante hai..Knock karke to aana chahiye atleast..

Originally posted by: ..RiMi..
I loved how Bon was educating elaaichi about her knowledge on Patibabu's moods 😳
Patibabu Bon ke illogical example pe bhi bateessi chamkaaye 🤣
Mujhe bhi apni class yaad aa gayi 🤣 Mera naam hamesha likhaata tha talkaltives me 🤣
arre yaad maat dilao 🤣
main hi toh likhti thi🤪 baadme saare mujhpe gussa🤪 aur main hu anirudh ki tarah aadarsh bacha so mere friends ko bhi nehi chhorti thi 🤣
baadme phir unko manao 🤪
teacher ka nakhra alag se
yaar review likhte likhte epi main aur kya tha main bhul gayi🤣 phir dekhna padega 🤪
Originally posted by: Scarlett_15
Bechaara bhola bhala lagta hai mujhe..
Mujhe jo gyaan hai ulta seedha sab college me usne hi sikhaya h🤣
Ekdum apt hai Ash🤣🤣
Phas gaya bechara..😆
🤣🤣🤣🤣
Ye wedding video ka song rakhne layak hai 🤪
Originally posted by: ..RiMi..
I loved how Bon was educating elaaichi about her knowledge on Patibabu's moods 😳
Patibabu Bon ke illogical example pe bhi bateessi chamkaaye 🤣
Mujhe bhi apni class yaad aa gayi 🤣 Mera naam hamesha likhaata tha talkaltives me 🤣
Congrats Rimi !!🥳
Hope ki tumhare life mein bhi bon wala gravitation badhta rahe...😆
arre yaad maat dilao 🤣
main hi toh likhti thi🤪 baadme saare mujhpe gussa🤪 aur main hu anirudh ki tarah aadarsh bacha so mere friends ko bhi nehi chhorti thi 🤣
baadme phir unko manao 🤪
teacher ka nakhra alag se
yaar review likhte likhte epi main aur kya tha main bhul gayi🤣 phir dekhna padega 🤪
Bold 🤣🤣🤣🤣 tum bhi na