Rubina - bholi ban k yeh dikhana.. school mai woh friends muh banate hai waise muh banana.. pls be mature.. aankhon mai aankhain daal k baat nahi karna aankhain churati hai.. kathni aur karni mai fark hai.. iss ko bolte hue suna hai maine k Rubina ne do parathe khaye hai..
Sallu- yeh point se mai sehmat hu