wahinaa vo log ke aane ka aahat toh kamsekam aaya hoga naa ki achanak se sab pohach gyiii🤣
Aise aaye honge🤪🤣

🏏 ENG vs IND | 1st T20I | 1 July 2026 | Ind Tour of Eng 2026🏏
Anupamaa 01 July 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Tulai post leap look
New article Mihir (Amar)will be back
"Alpha Q" song - Baby Do Die Do
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: SF-2: Eng W vs SA W🏏
SLA vs INDA, 2nd Unofficial Test, India A tour of Sri Lanka 2026
Ireland PM gifted Vaibhav a Rolex watch after being impressed...
wahinaa vo log ke aane ka aahat toh kamsekam aaya hoga naa ki achanak se sab pohach gyiii🤣
Aise aaye honge🤪🤣

kahi space stone(tesseract) toh in ladkiyo ke paas toh nahii🤣
Arre sahi me 🤣 Loki churaaya tha tab inhi ke paas chhupaaya hoga 🤣
Ya fir Thanos se khareed ke le aa aayi hongi Vaise bhi vo sab kaand karke gardening me busy tha 🤣
yeaahhh ab 3 MOD hai whuch means 6 eyes on us🤣Originally posted by: ..RiMi..
Ikr 🤣🤣🤣🤣
Originally posted by: AppleOfEye
Aisa mat kaho warna Sab mini pe taras khayenge aur bhawmik ko dosh denge mini k halat ka🤪🤣
Mini herself is responsible for her dimaagi halat🤪🤪
Baap ke paas adha dimag tha, Betii ke paas utna bhi nahi hai 🤡
🥺🥺💔🥺🥺
Originally posted by: ..RiMi..
GW ne harkat karke bohot badi galti hai 😡
Uske baal se leke toe nail tak kaala karke usko bhains pe baitha ke ghumvaayenge hum 🤬
(Sorry bhains)

Wish HM girls and bon do this to GW 🤣
wahi to aankho ka shuddhi karan karwana hai, aankho ka antim sanskaar nahi🤪🤣
Rimi aur Hum kuch aur baat kr rahe 🤣
🤣🤣🤣🤣🤣 bohot hi zyada alag level 🤪 chaabuk ka idea jo laaya hai serial me uska sense of humous kamaal hai 🤣
🥺🥺💔🥺🥺Originally posted by: ..RiMi..
Nohi! 🤪 jo mila usse kaam chalana padd rha kya bolu 🤪
Originally posted by: Siddiquie
Pehle SAUDAMINI MALKIN bulata tha,ab directly naam le raha hai🤗🤗
Ani k saath rehte rehte chalak hogaya😆
Sangat ka asar😎