Originally posted by: deepikagupta9
Aao ek ek karke aao jisko pehle marna hai batao.š¤£
Jaise ladoo bat rahe hai sabko ek ek karke milengeš¤£š¤£
Maaro mujhe maaroš
Haan, langar ka kadha prasaad bat raha tha, ek ek ko mukt karegi aur udhhar karegi Cheelo kaš¤£
Matlab, superiority complex hone ki bhi hadh hai, lekin Adi Naagin ki hadh bhi beyhadh hai.š¤£