Mazaydaar episode aisa lagta hai k sab mentally unstable hogaye baara eijaz k peechay paaray thay mujhe to eijaz sahi laga.
Kavita rahul nikki ek jaisay lagtay hain haan par kavita jaisa kehna zyada harsh hoga wo chicken bhi 100 baar mara hoga jo usne banaya. Bas us chicken n eijaz k zariye life guzaray gi coz show ki to pari nai usey.
Aly aisa sahi karta hai kavita k saath khoob maza aata hai especially that part "nai lomdi mujhe chorh k mat jao tumhara shikar karna hai mujhe lomdi"that was classic mujhe asim and shefali ki yaad aagai wo table andar rakho wala day ..... im not saying ali is like asim he is nowhere near asim. Asim is a star gem of a person us jaisa na koi bb aaya tha na mujhe lagta hai k aayega. I love asim.
Practical hokay dekho to eijaz sahi thaa 3 times he asked k kaam hogaya obviously apna banyega apna khayega aap k haath ka lunch to waisay bhi khaa kar kitna sunna parega. Jab kaam hojaye tab hi counter saaf hota hai end main ya to hygeine k hisab se jo banaye usi time clean karay jaisay normally hota hai par yahan itnay log hain time bhi alag n khana bhi.
Task to radh hoga hi par mujhe bauhat ajeeb laga jaisa ali charged towards eijaz in promo i was surprised.
Rubina pakki teacher hai par aaj kal jas k saamne mellow lag rai hai but i cant like these two ever.... jas ko kavita sweet lagti hai to that shows jas kaisi hai.
I have started disliking nikki more and more she is very rude and ill mannered.
Ufff ye din aagaye k jaan ne eijaz se kaha task k time pe task eijaz bhai. Itna bhi ka ishq mainkya hona mujhe to ye song yaad aata hai lagay 440 watt chonay se tere lekin then eijaz talks abt aankhon main dekh k aisa hua to i rem aankhon se tune ye kya keh diya but its high time eijaz move on karay werna channa mereya gaata rahega.😆
Mera bauhat dil haai eijaz and aly main frndhship ho. Can someone tell k eijaz and lay task k beech main kyaa baaat kar rahay thya hasi mazak bhi tha.
