BB and co alag Bigg Boss dekh rahay hain
Hum alag dekh rahay hain; warna Ejaz Khan ki vakalat kon karain
Alpha drops by 90% in second weekend
🏏India Tour of England 2026: 5th T20I on11th July 2026 at 7PM IST🏏
Thoughts on Tabahi song
Dhamaal 4 emerges a success,a potential HIT
24 years of Devdas
Dhamaal 4 emerges a HIT
🎵S. Janaki: One Voice that Reflected in a Thousand Melodious Emotions
BB and co alag Bigg Boss dekh rahay hain
Hum alag dekh rahay hain; warna Ejaz Khan ki vakalat kon karain
Farah doing Kavita ki dhulai re. Eijaz wala issue.. 😆
BB Pavjaz ka shaadi se pehle suhaag raat dikhayega
Originally posted by: TrickyMind
😆😆
Mai bhi Eijaz jaise khush hui thi jab pata chala yeh aa rahi hai.. Mera bhi bada wala popat hua hai 😂😂
Tum logon ko main shayad hi kabhi maaf kar paaun ab
Originally posted by: MunnaBadnamHua
kha gaye chinga 🤣 cutiepie ko
Nahi! Diwali week pe eviction nahi hota na? Cutie pie bach jayega 😆
Hum toh kabse bol raha the. We dont even need crystal ball to see the future of chinga's liked contestant. Barbaad hai uska future in BB.Originally posted by: MunnaBadnamHua
kha gaye chinga 🤣 cutiepie ko
Kavita is answering but Eijaz keeps interrupting..
Aaj toh mujhe Ejaaz mai Nishant dikh raha hai.
#Constipated Expressions.
Farah: salman ko bhi moka do ghar ke kaam karna ka.
Nikki: haan haan haan.🤣
Originally posted by: Chingaari
Abhinav sabse zyada enjoy kar raha hai Farru ki baaton ko
Farah ko trekking pe leke jaaega ye🤣