Originally posted by: Gurikaur_ginni
Uss scene ki cinematography ki bhi tarif ki
Jab Kabir ne riddhu se pyar ki keemat maangi thi
Sach mein kya mast tha wo scene
Wo best scene tha
Ek nadi kinare vala
Aur ek wo black dress wala jab wo kabir chot khake aata hai
Tab shayad koi FB hota hai na
Us scene ka location kitna achcha tha na