Punia ki mohabbat Punia hi jaane
Kal tak Eijaz se itna gussa thi pata nahi kya kya bola aur aaj uske pics churaye task ke baad š¤Ŗ
Jaan aur Eijaz ka patch upš
And dayumm Nikki calling Jaan "beta" š¤£
Ajeeb ladki hai Eijaz ko chicha aur Bhai aur Jaan ko beta š¤£
Kabir singh inspired love story haiš¤£. Aaj kaa episode was so confusing. It's so hard to root or hate anyone. Saala ek din mein ye log palti maar dete hainš¤£
