Ek baat batao yaar tum log.
Yeh VR mansion ke two-faced waasis apne hi ghar mein kaala kapda pehenke...mask lagake...ya kambal odhke kyun kaand karte rehte hain? Aur inn sabke paas ek ek aisa dress hota bhi hain yeh sab kaand karne ke liye. 😆
Agar normal dress mein karte toh zyada achha nahi hota? Kaale kapde mein agar kissine dekh liya toh aur musibaat hogi na? Usse behtar plain dress mein karo mehendi mein liquid milao...phir kissiko pata nahi chalega.
Only in Riddhima's shootout scenes n Ragini's diary scene...black dress was needed so that Riddhima doesnt see the face. Baki time toh plain dress is better.
Exactly! Mujhe bhi the baat samajh nahi aati
And sabse badi baat toh yeh hai ki yeh black hideout clothes zyada attention khichega as compared to normal ones..
Lekin iss bade ghar mei kisi ki nazar nahi padi jab AP YG banke ghum rahi thi ya ish black blanket odh ke kaand kar rahi thi!?
