iss bahane kuch kam kaj karlega🤣
i am afraid iski chhoti si patni ko hi bolna padega, patibabu koi kam dham kadlo sirf vashan kab tak dete rahoge 🤪
tabb jaake akaal khole 🤣
Haan yaar yeh kaam bhi Bon ko hi karna padega
Jab tak biwi lecture nahi deti ya muh phulake nahi baithti, iske dimaag mein kuch ghusta nahi hai🤣
Bon be like mai nanhi si bacchi kya kya karun🤪