Originally posted by: listmist
Munmunš¤£
Wahi to... Bechara ko to upar bhej hi diya tha bondita ke pyar ne bacha liya š¤£
ghisa pisa track yaha bhi dekhna honga...hope kuch alag ho yaarš”.... Mini ki fakeness ab seh nahi sakti𤢠
nahi paltega don't worryšļæ¼
Tumhari siggy dekhkar lagta nahi woh paltega..š
Kaise udke aaya tha door close karke biwi ka haath pakadne..š¤£š¤£