patidev hai na har bar ki tarah isbar bhi wo bacha lega biwi koOriginally posted by: merryyura
Haan. Wahi wala
Behosh hone ke baad riddhima kidnap hogi ya nahi.
Hogi toh nahi woh but bachegi kaise yeh suspense rakha hai.. 😵
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 3rd Oct 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 4th Oct 2026 WKV
Bhabhiji missing
patidev hai na har bar ki tarah isbar bhi wo bacha lega biwi koOriginally posted by: merryyura
Haan. Wahi wala
Behosh hone ke baad riddhima kidnap hogi ya nahi.
Hogi toh nahi woh but bachegi kaise yeh suspense rakha hai.. 😵
Vansh k room mein jo portrait h vo lion+ lioness h, uff I just noticed😆
Originally posted by: OBWQ34TC75Y52AJ3
patidev hai na har bar ki tarah isbar bhi wo bacha lega biwi ko
Bacchi v km nhi h aryan or chachi Vansh se chupne gaye honge to dikki se nikal k bhag jayegi.....🤣
Originally posted by: DG67F54H2FXUAVBY
Kal episode aa gaya tha aaj kyu nahi aa raha😭
Pakka kuch h episode m🤔🤔
Haa...ye bhi haiOriginally posted by: ShreyaThought47
Bacchi v km nhi h aryan or chachi Vansh se chupne gaye honge to dikki se nikal k bhag jayegi.....🤣
Bachi bhi khud ko bachana janti hai🤣
Aryan car leke chala jaye aur bad me dekhe ki bachi nahi hai dikki me phir mazaa aaye
Chehra dekhne layak hoga uska
kya wo to bata🤣Originally posted by: EmeraldPrincess
Pakka kuch h episode m🤔🤔
Itna mat soch...
Aaj sirf jashn manana hai hume
Originally posted by: SKLCBYZLJMUBGHXI
Haa...ye bhi hai
Bachi bhi khud ko bachana janti hai🤣
Aryan car leke chala jaye aur bad me dekhe ki bachi nahi hai dikki me phir mazaa aaye
Chehra dekhne layak hoga uska
Aryan ka popat hi hoga....🤣
Mujhe to dekhna k ki kabir kya karne wala h bahut confidence me nikla h Ridz ko marne.... kaise fuski hota h....😆
Kaisa jashn..
CC ka last page dekhoOriginally posted by: Tejaswini240896
Kaisa jashn..