Originally posted by: dusk2dawn
kya pata ragz zinda nikal aaye n tab jaa kar pat-ni ke spy antennas thoda sa kaam karna bandh kare and possessive wifey antennas activate ho...😆
Ab toh ragini ko hi aana padega..
Agar CVs ko phir se same story dikhake audiences ko pakane ka irada nahi hai, then they should definitely bring ragini back.. 😵
Uske baad baki ke arc explore karo.
But 100 episode mei ragini ko wapas le kar aao..