Originally posted by: Ariel6
BTW customer se yaad aya ki tarabai aisa khtarnak kaam bilkul bhi nehi karegi yeh janne ke bad ki anirudh uska regular customer binoy ka beta hai 🤣 kisi ke sapne mein bhi woh aisa nehi kar sakti hai ab toh 🤣
yeh rasiya tara ko kuch zyada hi khatarnak samajhti hai isiliye aisa dream dekh liya 🤣
kyunki tarabai ne aisa kiya toh kya use nehi pata ki binoy usko maar kar nadi mein baha dega aur uske kothe ko bhi jala kar rakh kar dega 🤣
binoy loves his son the most so no one can dare to touch any of his son sapne mein bhi 😆
main binoy ke bade mein bilkul bhul gayi thi ab yaad aya toh socha promo pe do batein aur likh du 😆