Originally posted by: annie2248
Haan pati painting karta hai na, socha hoga usne riddhu ki bhi bana du🤣
Is waqt muje lag raha he kahi snowball to raaz nahi show ka 🤣Kahi chupa k to nahi rakha riansh ne 🤣
🏏IPL 2026: RR vs GT, Qualifier 2, at New Chandigarh on 29/05/2026🏏
Aishwarya Rai Bachchan’s body in her 50s debate
Karan Johar unfollow Srk &family, Vicky, Katrina, Deepika Alia
Episode dtd 29.5
Organic craze has built up for Cocktail 2
Aishwarya and Abhishek pictures from a reception
Anupamaa 29 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Originally posted by: annie2248
Haan pati painting karta hai na, socha hoga usne riddhu ki bhi bana du🤣
Is waqt muje lag raha he kahi snowball to raaz nahi show ka 🤣Kahi chupa k to nahi rakha riansh ne 🤣
Is waqt muje lag raha he kahi snowball to raaz nahi show ka 🤣Kahi chupa k to nahi rakha riansh ne 🤣
oye pagal😆
tehelka mach jana he phir to🤣
Sab shocked including viewers 🤣Riansh rocked 🤣Tum karte raho planning alag karne ki humne pehle he rosemary's baby bana liye he 🤣

rosemary's baby?🤣
abe kya sungh ke baithi hai aj tu🤣
Is waqt muje lag raha he kahi snowball to raaz nahi show ka 🤣Kahi chupa k to nahi rakha riansh ne 🤣
🤣🤣🤣
Khulega wo raaz jo riansh ne tha ab tak chhupaya
Daadi kab ki bn gayi thi par-dadi jo unko bhi na pta chal paya
Ye khulasa VR mansion mein Naya toofan laya
Ye sunkar Kabir AP chachi ka dimag chakraya
Lucifer me suna tha 🤣Abhi yaad aaya scene send karugi tuje🤣
Originally posted by: Gurikaur_ginni

waah shayar sahab, topic mila nahi ki shayri poori🤣
Originally posted by: Gurikaur_ginni
🤣🤣🤣
Khulega wo raaz jo riansh ne tha ab tak chhupaya
Daadi kab ki bn gayi thi par-dadi jo unko bhi na pta chal paya
Ye khulasa VR mansion mein Naya toofan laya
Ye sunkar Kabir AP chachi ka dimag chakraya
Maha khulasa with maha bhayakar twist dekhte rahiye rangu per 7 baje🤣
Lucifer me suna tha 🤣Abhi yaad aaya scene send karugi tuje🤣
mat kar behen, vo series dekhne ki himmat nahi kar payi main abhi tak🤣
Originally posted by: annie2248
mat kar behen, vo series dekhne ki himmat nahi kar payi main abhi tak🤣
Mene bhi highlights dekhi he 🤣But yaad reh gayi he 🤣