Originally posted by: sushma_marawi
oya karana mera Bhai ka bacha Pahala thik Sa bada tho ho ja phir pilayanga tujha daru šabhi teri maa na sunn liya tho dono ko dhoo dalagi š
*Karan Singhania*
Ab 18 saal ka toh ho gay hu chachu or kitna bada ho jauš
Chillll chachuu, sabko pata hai mere shauk ke baare mein,bas aapko ab pata chalaš