Originally posted by: arryline
Bola toh kal usko time Achaa ni chal raha tumhara 😆
Ab Vansh ko kaun samjhaye ki ITV FL ka time show chalne tak kabhi sahi ni chalta
Na na na
Mausam bahut kharab hai n waise bhi tumhara waqt kuch khaas nai chal raha
Vansh baba waqt aapka bigadne wala hai