Originally posted by: dusk2dawn
Dubai track toh aane wala hi tha.. Vansh babu gussa ho kar jaayenge.. n wapas aate time apna smart brain bhi laayenge ... then shuru hoga ghar ka bhedi khoj nikaalne ka khel...š„³
Darshi š¤
CVās off screen bhi mazaa le rahe hai fans ka š
Mazaa aagaya Iām happy epi 76 mein thoda purana Vansh ka bhi jhalak dikha
All in all Lanka mein sab khushal Mangal hai š¤£