Originally posted by: pyaar2012
Exactly.par Uma ke aane se Vansh behad naraz hoga.. Uma ko wapas vi Ridhima hi layegi.
Ek din naraz rahega, do din rahega phir jab misunderstanding clear hogi then maa ko maaf kar dega. 😳
I'm sure ye misunderstanding bhi AP ne karwayi hogi 😡